intraday trading and tips

intraday trading se pese kese kamate h 



intraday trading kya h  or ese kese krte h 

intraday trading pese kamane ka achha tarika h magar jitni jaldi pese kamaye jate he utni jaldi pese dubte bhi h intraday trading unogo ke k lia bilkul ni jo log market me naye h unlogo ko intraday trading bilkul nahi krna chahiye kyonki aap agar share market me aate hi loss khalogo to share market se hamesa k lia toba kr logo .
 
ab bat ati he ki intraday trading ky hoti h intraday trading me trader jab market me kam krta h to jab bo share kharidta h to intraday me use apni positin usi din cut krni pdti h jab share kharidta h 
matlab jis din hum share kharidte he usi din hi share bechne padte h ya sell kai hua ho to share usi din buy karne pdte he h 

intraday trading

Intraday trading krne kalia market ki acchi samajh honi chahiye . intraday trading k lia margen money achhi milti h . matlab apka dmataccount  jis bhi broker k pass h bo apko intraday k lia 10 time ya 20 time limit provide krte h 
                                       agar apke pass dmat account me 20000 rupay h to app intraday me app 2 lakh tak k share kharid skte h 

intraday trading k lia tips sharemarket.com 

  • intraday trading k lia aese share ka selection krna chahiye jo jyada voletile na ho matlab aese share me trading krni chahiye jiska chalne ka kuch pattern ho jese uptrand me ho to dhire dhire upar jaye downtrend hoto dhire dhire down ho aesa nahi ni ek din 5% down agle din 5%-10% up ho aese share me trade krne se bachna chahiye   

  • jis share me intrading krna h bo nifty fifty ka share ho to jyada achha h kyoki bo achanak na to girte h na upar jate h .agar share me teji ya girabat aane wali ho to phle hi share indicate kar deta h ya fir news based hi share price achanak upar niche hota h     

  • jis share me volume jayada ho usi share me trading krna chahiye 

  • agar kisi  share ko intraday me buy krna ho  to phle market ki chal dekh lena chahiye market positive trend me ho share jis bhi sector ka ho usme achhii buying arhi ho us sector ke adhik tar share positve trend me hone chahiye 
  • sbse importent intraday me trading krte samay stop loss ka use jarur krna chahiye  agar app stop loss ka use ni kroge to jayda loss ho skta h apako 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

online pese kamane ke aasan tarike,ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए - इन्टरनेट से पैसे ...

How to invest in share market , share market se pese kese kamaye